CINNEMON ROLL
CINNEMON ROLL KO BAHUT HE TYPE SE BANAYA JATA HI BESICALLY LOG 2 TYPE SE BANATE HAI KUCH CHEF CROISSANTS PUFF PSTRY SHEET SE BANNATE HAI , KUCH CHEF ESKO BREAD KE DOUGH SE BANATE HAI ,
PUFF SHEET WALA KAFI TASTY LAGTA HAI , WAHI BREAD KE DOUGH WALA KUCH KHAS NA LAGTA , PUFF PASTRY DOUGH ME BUTTER SHEET HOTA HAI JO KI CINNEMON ROLL KO TASTY BANATA HAI .
TO AAJ HUM AAPKO BATANE WALE HAI PROFFESIONAL CHEF KAISE BANATE HAI CINNEMON ROLL………..
INGRADIENTS :
FLOUR : 1100 GM
SUGAR :120 GM
SALT: 20 GM
BUTTER:100 GM
BUTTER SHEET FOR LAYERING : 250GM
EGG:2 NOS
YEAST:20GM
GLUTEN: 10 GM
IMPROVER : 10 GM
MILK: 600 GM
FOR SPREADING………
UNSALTED BUTTER : 250 GM
BROWN SUGAR : 400 GM
MAPLE SYRUP: 250GM
CINNEMON POWDER: 50 GM
RAISIN: 250 GM
PROCESS OF MAKING :
1. SABSE PHLE MIXER ME MILK, SUGAR , YEAST DAALKER HOOK SE ACCHE SE MIX KRENGE .
2. AB FLOUR, SALT ,GLUTEN , IMPROVER , BUTTER , EGG DAALKER SMOOTH DOUGH BANAYENGE .
3. AB DOUGH KO SQUARE FOLD KERKE CELING WRAP KERKE RAAT BHAR DEEP FREZER ME RAKHE .
4. AB NEXT DAY DOUGH KO NORMAL ROOM TEMPERATUR ME RAKHE , JAB DOUGH NORMAL HO JAYE TO SHEETR MACHIN KI MADAD SE SHEET BANA KE USME BUTTER KA SHEET DAL KE 2 NORMAL AUR 2 BOOK FOLD BANAYE , HER FOLD KE BAAD SHEET KO CELING WRAP KERKE REFRIGATE KARE AT LEAST 10 MINUTES TAK.
5. AB DOUGH KO ROLL KER KE LAMBA RECTANGLE SHEET BANA LE , AB UNSALTED BUTTER KO NORMOL MELT KERKE BRUSH KI MADAD SE SPREAD KARE, PHIR MAPLE SYRUP KO BHI BUTTER KE JAISE SPREAD KARE , AB SHEET BROWN SUGAR, RAISIN AUR CINNEMON POWDER KO SPREAD KARE ,
6. AB SHEET KO EAK SIDE SE ROUND FOLD KARE.AUR APNE MOULD KE HISAB SE CUT KARE AB CUT KIYE HUYE ROOLS KO OVERNIGHT REFRIGATE KARE.
7: AB DOUGH KO NIKAL KE TRAY ME ARRANGE KERKE PROFFING KE LIYE RAKHE , JAB DOUGH PROFF HO JAYE TO PREHEATED OVEN ME 185 DEGREE PE 35 SE 40 MINUTES TAK BAKE KARE .
THANKS FOR VISITING