About Beer Bread
Beer Bread eak prakar ka bread hai , Beer Bread ko banane me water / milk ki jagah beer dala jata hai, Beer Bread ka taste normal bread se thoda alag lagta hai . Beer Bread ko banane ke liye kisi bhi prakar ka beer use kiya ja sakta hai. Beer Bread banane ke liye beer ko room temperature ka hona chaheye. Beer Bread do tariko se banaya jata hai
•With Baking powder
• With yeast
Beer Bread ko banane ke liye Flour , baking powder , sugar , beer , buttter , ka use kiya jata hai .
Beer se kai tarah ke breads banaye ja sakte hai .Bread ko jayada tasty banane ke liye kuch log cheese , garlic , ka bhi use kerte hai.
Baking temperature:- 190⁰c , 375⁰F
Baking timing:- 55-65 minutes
Ingredients:- Flour , Baking powder , sugar , beer , butter.
Recipe:-
Flour:- 390 gm
Baking powder:- 35 gm
Sugar :- 35 gm
Beer:- 360 ml
Butter:- 60 ml
Process of making:- In Hindi
Step1:- Sabse pahle flour ko chaan le.
Step2:- Ab eak bowl me flour , Baking powder , sugar le , phir usme beer daal ke acchi tarah mix kare .
Step3:- Ab dough ko Greased kiye huye mold me bhare , aur upper se melt kiya huya butter dale .
Step4:- Preheated oven me 190⁰c pe 55-65 minutes bake kare.
Process of making:- In English
Step1:- First stain the flour .
Step2:- Now in a bowl take flour , baking powder , sugar and add beer and mix all ingredients well.
Step3:- Now pour the dough in Greased mold and last put melted butter on dough.
Step4:- Bake in preheated oven at 190⁰c for 55-65 minutes.
Thanks for visiting