VEGETABLE BASIC CUTS AND NAMES
Batonnet
thiscut is use for making french fries
thickness 5mm
length 5cm
Julienne cut / matchstick cut
julienne cut basically carrot ke cutting me use kiya jata hai , julienne cut ka thickness 3mm hota hai aur eska length 4cm hota hai.
Dice CUT
small dice 6mm
medium dice 9 mm
large dice 1.5mm
BRUNOISE CUT
brunoise cut ka size 3mm hota hai aur eska shape cube ke jaisa hota hai, eska use soup banane me kiya jata hai.
SHREDDING CUT / CHIFFONODE CUT
Es cutting me bade leaves ko cut kiya jata hai, jo ki fine slice name se bhijana jata hai jaise ki basil leaves .
FINE CHOP/ ROUGHLY CHOP
fine chop cut ka use soup banane me hota hai , fine chop me ginger , garlic , chillyy. eska use indian aur chinese banane me use hota hai.
Slice cut
slicee cut ka use normally chips cutting karne k liye ya green salad banaane ke liye kiya jata hai aur eska thickness 3 mm se kam hota hai.
PAYSANNE CUT
yeah jo cutting hai eska size 1se 3 mm ka hota hai aur eska shape kuch bhi ho sakta hai
Thanks for visiting