About Tiramisu cake  🍰

Tiramisu Itly me bana eak dessert hai , jisko coffee aur mascarpone cheese ko daalker banaya jata hai . Tiramisu cake aur dessert dono variety me banaya jata hai. Iski uttpatti aksar Italian kshetron Veneto aur phryoolee venziya giuliya ke beech biwadit hai.

Tiramisu ka aviskar 1960 or 1970 ke dasak me kiya gya tha , lekin eski baad bhi eski uttpatti spast nhi hai , Tiramisu name 1960 ke pahle ki kitabo me Agayat hai. Tiramisu sabd 1980 me Itly aur 1982 english book me print hua tha , kuch logo ka mannna hai ki Tiramisu 1960 me Veneto dharma ke logo dawara banaya gya tha . United State me 1933 se tiramisu bahut pasand kiya jane laga tha.

Tiramisu ko original shape round hota hai, Aur esko round glasses me bhi banaya jata hai, Tiramisu me wine ka bhi use kiya jata hai aur bhi Rum jaise ki dark rum, madira, brandy, Malibu, Irish Cream, tia Maria and kahdva bhi dala jata hai , In cheezo ko tiramisu ko taste badhne me madad milti hai..

Country of origin:-            Itly

Making timing:-                 15-20 minutes

Ingredients:- Vanilla sponge, coffee syrup, mascarpone cheese ,icing sugar, 

Recipe for coffee syrup:- 

Coffee syrup:-              60 ml

Coffee liquor:-             2tsp

Brandy:-                       60ml

Recipe for cream:-

Whip cream:-             720 gm

Icing sugar:-                25gm

Mascarpone cheese:- 226 gm

Process of making:- In Hindi

Step1:- Sabse pahle vanilla sponge lenge , phir usko 3 layer me cut karenge , aur sponge pe coffee syrup dalenge.

Step2:- Ab whip cream me mascarpone cheese aur icing sugar daalke mix karenge , phir cream ko sponge pe daalker layer karenge .

Step3:- Ab layer kerne ke baad usi cream se topping karenge .

Step4:- Topping kerne ke baad upper coco powder daalenge.

Process of making:- In English

Step1:- First we take vanilla sponge and cut in threee layer and spread coffee syrup on all layers.

Step2:- Now add mix mascarpone and icing sugar in whip cream.

Step3:- Layer cake with  mascarpone cheese  cream..

Step4:- And also topping with mascarpone cream and at last stain the coco powder on top.

                 Thanks for visiting

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *